Sukh Ke Sab Saathi – Shri Ram Bhajan Lyrics सुख के सब साथी

Sukh Ke Sab Saathi - Shri Ram Bhajan Lyrics in Hindi श्री राम भजन - सुख के सब साथी

सुख के सब साथी, दुःख में ना कोई।
मेरे राम, मेरे राम, तेरा नाम एक सांचा दूजा ना कोई॥

जीवन आणि जानी छाया,
जूठी माया, झूठी काय।
फिर काहे को साड़ी उमरिया,
पाप को गठरी ढोई॥

ना कुछ तेरा, ना कुछ मेरा,
यह जग योगी वाला फेरा।
राजा हो या रंक सभी का,
अंत एक सा होई॥

बाहर की तो माटी फांके,
मन के भीतर क्यूँ ना झांके।
उजले तन पर मान किया,
और मन की मैल ना धोई॥

Sukh Ke Sab Saathi - Shri Ram Bhajan Lyrics in English श्री राम भजन - सुख के सब साथी

sukh ke sab saathi dukh mein na koi
mere ram, mere ram
tera naam hai sachaa dujaa na koi

jeevan aani jaani chhaya
jhuthi mayaa jhuthi kayaa
phir kaahe ko saari umariya,
paap ko gathri Dhoi

naa kuchh tera naa kuchh mera
ye jag jogi vala phera
raja ho ya rank sabhi kaa
ant eksa hoi

bahar ki tu maati phaanke
man ke bhitar kyun na jhanke
ujle tan par maana kiyaa
aur man ki mail na dhoii

About Saif Rayeen

Check Also

राम सिया राम मंगल भवन अमंगल हारी – Ram Siya Ram Siya Ram Jay Jay Ram

Ram Siya Ram Siya Ram Jay Jay Ram Lyrics भजन: राम सिया राम, सिया राम …